HINDUSTAN 🇮🇳

A small poem on Hindustan (India) by Pooja komakula...

Tasveer hai shree Ram ki, Saaya hai Hanuman ka, Chahat hai Allah ki, Gyaan hai Quraan ka, Har mazhab ka milega insaan yaha, Insaano se milke bana hai Hindustan yaha, Mulq kaho yaa Desh baat ek hai, Rang Roop vesh basha Chahe Anek hai, Par Pehchan Humari hai ek, Sabar Kiya tha bht tab Jake mili Azaadi, Maar bagaya Angrezon ko, Bhul Gaye vo yaha apne angrezi sari, Naya Hindustan hai par reet aaj bhi purani, Beeti baat ko hum bhula Diya karte hai, Dushman ko b hum Gale laga liye karta hai, Galti nahi moka Diya tumhe Hindustan ne, Jo tumhe sidhare ny vo mar giraenge tumhe, Maujud hai hum har khone me ki agar jaroorat Jung karne ki tho na Jane kaise sitam hoga... Zameen tho hogi Tumhare paas par vaha maujud ek bhi parinda na hoga... Hum Hindustani hai jung aur jasan bata ke karte hai, Agar bana kiya irada tho Holi me bhi Diwali Mana lete hai, Sajish ki Hindustan k kilaaf tho natija accha ny hoga, Raakh kar Dega sab kuch! Nakshe me Tumhara namo-nishaan Tak NY hoga, Bhul kardi Tumne ye Soch ke ki hum dar jayenge, Hum Hindustani hai janab Desh k liye mar mit jayenge, Hogi tumare paas hatiyar Haazar, Jawano ki bhi hogi tumpe katar 1962 nahi hai ye janab! Ye Naya Hindustan hai Fekoge tum misahil humpe... Tho hatho-hath milega thofa tumhe

🇮🇳____JAI HIND____🇮🇳