[[1]] ASlam O Aleikum
Doobti kashtiyon ka tum ho kanaara haidar laakh toofan ho dete ho sahara haidar . Q nahi waqt e museebat me bulaaoon tumko jab payambar ne b mushkil me pukara haidar . Lautata kaise na magrib se bata do mujhko kar gaya doobate sooraj ko ishara haidar . Noke neza pe h quraan ki tilawat jaari ye b aijaz e imamat h tumhara haidar . Ilm is bat ka ahad ko to pahle se hi tha teri dahleez pa utrega sitara haidar . Jung e siffeen me andaz hi kuch aisa tha sher e haidr ko b logo ne pukara haidar . Soye ik bar faqat marziye daawar payi aur kya hota jo so jate dobara haidr . Saikdo aur bana le dar e khaibar zalim aake gaibat se ukhadega hamara haidar . Hashr tk aise hi ash aar likhoon "aun,raza" mujhko alfaz ka dedena sahara haidar
Yazeediyo tumare bap me dum h to "rok kar dekho" gume husain manayenge rok kar dekho aza ka farsh bichhayenge rok kar dekho . Zara si der h farshe aza bichhane me husain ghr mere ayenge rok kar dekho . Nahi h khauf hame dushmano ki basti ka alam jari ka uthayenge rok kar dekho . Jida phad ke khalik ne kar diya sabit imam kaabe se ayenge rok kr dekho . Ali ke hukm ka mohtaaj ho gaya sooraj wo ayega ye bulayenge rok kar dekho . Nabi ne kar diya ailan junge khaibar me alam ali hi uthayenge rok kr dekho . Lagega bazm me zalim ki nara e haidr yazeediyo ko rulayenge rok kr dekho . Yazeed sun le sare shah chup nahi skta sina pe klma sunayenge rok kr dekho . Gadeere khum me ye ailan krte h ahmad wasi ali ko banayenge rok kr dekho . Hamare bachche tabassum se war krte h sitam ko has ke rulayenge rok kr dekho . Yazeediyat se ye kahta h hausla hur ka husaini fauj me jayenge rok kr dekho . Kalam e haq h sunayege aaj "aun-raza" hazar bar sunayenge rok kar dekho
1997
Muqaddar ban gaya mai aagaya gazi k rauzey pr abhi taza h khushboo e wafa gazi k rauzey pr sada hai ik bhateeji ki mai sabko bakhshwa doongi wafadari aao to chacha gazi k rauze par aun raza
GanganagarAzadari Shayri Misal e asgaro abbas koi kaise miley bagair teg k ladne k gur b jaante h k ek shab me hi jannat ki bheekh de doge husain apki aadat to hur b jante h
Yazeediyo tumare bap me dum h to
"rok kar dekho"
gume husain manayenge rok kar dekho
aza ka farsh bichhayenge rok kar dekho
.
Zara si der h farshe aza bichhane me
husain ghr mere ayenge rok kar dekho
.
Nahi h khauf hame dushmano ki basti ka
alam jari ka uthayenge rok kar dekho
.
Jida phad ke khalik ne kar diya sabit
imam kaabe se ayenge rok kr dekho
.
Ali ke hukm ka mohtaaj ho gaya sooraj
wo ayega ye bulayenge rok kar dekho
.
Nabi ne kar diya ailan junge khaibar me
alam ali hi uthayenge rok kr dekho
.
Lagega bazm me zalim ki nara e haidr
yazeediyo ko rulayenge rok kr dekho
.
Yazeed sun le sare shah chup nahi skta
sina pe klma sunayenge rok kr dekho
.
Gadeere khum me ye ailan krte h ahmad
wasi ali ko banayenge rok kr dekho
.
Hamare bachche tabassum se war krte h
sitam ko has ke rulayenge rok kr dekho
.
Yazeediyat se ye kahta h hausla hur ka
husaini fauj me jayenge rok kr dekho
.
Kalam e haq h sunayege aaj "aun-raza"
hazar bar sunayenge rok kar dekho'Italic text'Italic textBold text''
Start a discussion with Azadaralizaidi
Talk pages are where people discuss how to make content on Wikipedia the best that it can be. Start a new discussion to connect and collaborate with Azadaralizaidi. What you say here will be public for others to see.